Alhamdulillah Aaj Mercytv ke markazi daftar Aane aur Ahbaab zimmedaran aur kaarkunon se Mulaqaat karne ka mauqa mila, Jis khush usloobi, ikhlaas aur lagan se yahan kaam ho raha hai ye qaabile qadr aur laaiqe tahseen hai. Allah har qadam par kaamiyabi ata farmay.